Gaya Kaam Se Mp3 Song Download
Gaya Kaam Se Mp3 Song Download
Singer - Armaan Malik
Quality - 128 Kbps
Duration - 2:45
Added On - 01 Aug,2026
Gaya Kaam Se Lyrics
[Mukhda]
Ek hi baar dekh ke
Aakhon mein tu chha gaya
Thodi hi der mein kahin
Muj....[Mukhda]
Ek hi baar dekh ke
Aakhon mein tu chha gaya
Thodi hi der mein kahin
Mujhe chain sa aa gaya
[Cross]
Dil aa gaya toh dil lagaana
Ishq hua, toh aazmaana
Koi wajaah koi bahaana bhi zaroori hai kya?
[Chorus]
Na lena dena naam se
Na jaan pehchaan se
Na ghar ka pata
Bas itna pata
Ke main toh gaya kaam se
Na lena dena naam se
Na jaan pehchaan se
Na ghar ka pata
Bas itna pata
Ke main toh gaya kaam se
[Antra]
Mann chala manchala
Idhar udhar kidhar kya bataaun
Dhoondhti besabar nazar
Asar tera kya bataaun
[Cross]
Baat bani toh baat badhaana
Pyaar hua toh, pyaar jataana
Koi wajaah koi bahaana bhi zaroori hai kya?
[Chorus]
Kya hoga intezaar se
Iss dil ke armaan se
Na kal ka pata
Bas itna pata
Ke main toh gaya kaam se
Na lena dena naam se
Na jaan pehchaan se
Na ghar ka pata
Bas itna pata
Ke main toh gaya kaam se
[Outro]
Shuru ho muskaan se
Khatam meri jaan pe
Na din ka pata
Bas itna pata
Ke main toh gaya kaam se